Saturday, January 7, 2012

Khwabon Ke Parindey

Khwabon Ke Parindey Song -ZNMD

Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey
Ude, dil ke jahaan main khaabon ke parinday
Oho, kya pata, jaayenge kahaan
Khule hain jo pal, kahe yeh nazar
Lagta hai ab hai jaage hum
Fiqrein jo thi, peechhe reh gayi
Nikle unse aage hum
Hawa mein beh rahi hai zindagi
Yeh hum se keh rahi hai zindagi
Oho, ab toh, jo bhi ho so ho

Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey Ude,
dil ke jahaan main khwabon ke parindey
Oho, kya pata, jayenge kahaan
Kisi ne chhua toh yeh hua
Phirte hain mehake mehake hum
Khoyi hain kahin baatein nayi
Jab hain aise behake hum
Hua hai yun ke dil pighal gaye
Bas ek pal mein hum badal gaye
Oho, ab toh, jo bhi ho so ho

Roshni mili Ab raah mein hai ik dilkashi si barsi
Har khusi mili Ab zindagi pe hai zindagi si barsi
Ab jeena hum ne seekha hai

Yaad rahe kal, aaya tha woh pal
Jisme jaadoo aisa tha Hum ho gaye jaise naye
Woh pal jaane kaisa tha
Kahe yeh dil ke jaa udhar bhi tu
Jahaan bhi leke jaaye aarzoo
Oho, ab toh...


The Song-

This is one of the best songs I have heard lately. The lyrics, score and the song have an intense tranquility to it. Khwabon ke Parindey is a song that narrates the Feeling of Falling in Love.
An unsettling restlessness which will keep that smile and glow on.

A moment where worries, expectations and inhibitions will dilute and you would be as light as a feather and flow like a gentle breeze. Your ultimate moment of bliss which is real and not surreal.
Beyond which you are not baffled . Just at ease with yourself .A moment so powerful that even its mere memory will always infuse the same bliss into you as it did when you froze it eternally in your heart. And you would say to yourself, beyond this , "Jo bhi ho so ho".      :)

No comments: